[b][red]SAYARIES FROM PICTURE YE MERA INDIA
(53.26)kiran chaahu to duniya ka andhera gher leta hai
meri tara kohi jiyega to jina bhool jaayega
(56.17)kadam uthne nahi paate ke rasta kaat deta hai
mere maalik mujhe aakhir tu kab tak aajmaayega
(58.31)agar tute kisika dil to sab bhar aankh roti hai
ye duniya hai guno ki jisme kaante piroti hai
hum apne gaao me milte hai dusmano se bhi hitlaakar
tumhara shahar dekha to bahut takhalif hoti hai
(1.37.17)Sath bhi choda tab jab sab bhure din kat gaye
jindagi tune kaha aakar diya dhoka mujhe
(1.54.14)hume is jist se ummid kya thi aur kya nikla
kahan jana huwa tha taye kahan se rasta nikla
khuda jinko samajhte the wo na sisha the na patthar the
jise patthar samajhte the wohi apna khuda nikla
[green]Collected BY KRISHNA
1 comment:
ohhh thanks for putting those lines... i was looking for them...
Post a Comment